Baarish Ki Jaaye Lyrics featuring Nawazuddin Siddiqui, B Praak and Sunanda Sharma is recently released Hindi song. Baarish Ki Jaaye Lyrics music is given by B Praak and also sung by himself. Baarish Ki Jaaye song lyrics are written by Jaani. Music video of Baarish Ki Jaaye Lyrics is directed by Arvindr Khaira and produced by Jaani & Arvindr khaira.
Starring :- Nawazuddin Siddiqui & Sunanda Sharma
Singer :- B Praak
Music :- B Praak
Lyrics & Composer :- Jaani
Video :- Arvindr Khaira
Produced by :- Jaani & Arvindr khaira
Baarish Ki Jaaye Lyrics-B Praak
Yeh syraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Yeh syraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar mujhse baatein karni hain
To phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare
Taare uske hath mein hone hi chahiye
Jugnu uske sath mein sone hi chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar us’se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar us’se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Haye aashik hoon jaane mein
Kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein
Kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ke jannat ko paane mein
Kitna waqt lagta hai
Yeh zamana jaane na kya kara sakti hai
Ho yaar mere ki nazrein hain
Dariya duba sakti hai
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Ae khuda ae khuda
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
0 Comments
Please donot post any spam link on comment box